Wednesday, December 29, 2010

Happy New Year..........!!!!

Aao es “NAV VARSHA” par kuch aisa karein ki……….


Saari paheliyaan sulajh jaayein………
Raaston ko aankhein nahi ,,, dil mahsoos karey…..
Aur kadam khud aagey badh jayein…………………………!!!

Hamesha dil karey kuch ganey ko ……….
Yun hi sahi, par muskuraney ko ………….!!

Na raatoon ko ho intzaar subah ho janey ka ……
Na subah,,, din dhal janey ka intzaar ho…………….
Kuch aisa karo,,,, ki har pal suhana lagey……………
Har pal mein pyar ho……………
Aur uss pyar pe , khud se zyada aitbaar ho……………………..!!

Jaise....Sheetal ho zindgi subah ki tarah,,,,,,
Taki dopahar ki garmi se bhi kuch rahat miley,,,,,,,
Kali raaatein bhi kuch es kadar nashili ho….…….ki
Mann karey kuch romantic gungunaney…ko……….
AUR Har sham Dil karey….. “ghar “ jaldi laut janey ko……………..